Shrusti ke mahan stadium me dharti ki virat pitch par samay bowling kar raha he
sharir Balleba he Ishwar ke is aayojan me umpire dharamraj he bimari yahan fielding kar rahi he
wicket keeper yamraj he, pran hamara wicket he aur ye jivan ek cricket he.....
Tanha rat me uski yad ayi, Yad mitane ke Liye hamne s\cigrate Jalai
na jane kya quamat ho gayi, dhue ne hi uski tasweer banai
Hamne har sham chirago se saja rakhi hai par sharat hawaon se laga rakhi he
na jane kis gali se ....aa jaye humne har gali phoolon se saja rakhi he
Tamam umar zindagi se dur rahe, teri khushike liye tujh se dur rahe
isse badhkar wafa ki saza kya hogi ke tere hokar bhi tujh se dur rahe
Zindgi kto chut gayi hamse, maut bahaut dur hai, pyar kiya he hamne ab dil rone ko majbur hai
majburi he hamari hum unhe bhul nahi pate, hum to chod aye use lakin vo humse dur nahi jate
likhu kuch aaj me ye waqt ka takaza hai, dil me dard abhi taza hai
gir pade hai ansu kagaz pe lagta hai kalam me shahi kam aur yaadein bahot zyada hai....
ji bhar ke roye to karar paya, is daur me kisne sacha pyar paya zindagi guar rahi hai imtihano k daur se
ek zakham bhara nahi k dusra taiyar paya
Na Taswir he unki jo didar kiya jaye
Na wo pas he jo pyar kiya jaye.
ye kaun sa dard diya he unhone
Na kuch kaha jaye na unke bin raha jaye
dil ki baat janta nahi koi kehna in aankhon ka manta nahi koi
hum to jan b luta dete apni khushi se par ahmiyat is jan ki janta nahi koi
har subha ki dhund kuch yaad dilati hai
har phool ki khushboo ek jadoo jagati he
chaho na chaho kitna bhi par
uski yad aa hi jati he
jan me rose feb me propose
mar me gift april me lift
may me chating june me dating
july me miss you aug me kis you
sep me anger oct me danger
nov me left dec me next
dua maangi thi aashiyane ki
chal padi aandhiyan zamane ki
mera gam koi na samaj paya
kyonki meri aadat thi muskurane ki
Tusi bade gr8 ho rasgulle ki pl8 ho
pepsi ka cr8 ho aande ka oml8 ho
par jo bhi ho mere fevr8 ho
Nazar jhuki to paimane bane Dil tute to maikhane bane
kuch na kuch to hai aap mein yunhi nahi hum aapke deewane bane
Dil ki galiyon me koi gam na ho
hamara ye payaar kabhi kam na ho
bas yehi nahi dua ki tum khush raho
kya pata agar kal ho na ho
jin ki botal me janki base rum ki botal me ram base wiski ki botal me visne base shaypyan ki botal me
shyam base kis kis ka me tyag karu har botal me bhagwan base
tu chand mange me chand de du raat mange me raat de du tu dil maange me dil de du
tui jaan mange me ----- are yaar bhikh mangne ki bhi ek limit hoti he
Duniya me jeene ki chahat na hoti agar khuda ne mahobat banayi na hoti
" log marne ki aaroo na karte agar mohabat me bewafai na hoti"
Aansuo ko bahot samzaya tanhai me aaya karo,
mehfil me hamara mazaq na udaya karo
to aansu tadap ke bole itne logo me bhi aapko tanha pate hai
isiliye to chale aate hai
ummid aaisi ho jo jeene ka majbur kare raah aisi ho jo chalne ko
majbor kare mahek kam na ho kabhi apni dosti ki dosti aaisi ho jo milne ko mazbur kare
zinda he shahjahan ki chahat aabtak gavah he mumtaz ki ulfat abtak
ja ke dekho tajmahal e dastan ko patthar se tapakti he mohobbat ab tak
No shadows to depress you only joys to surround you
many friends to love you got himself to bless you these
are my wishes for u comming life enjoy
dont love a friend like a flower because a folower dies in a season
love them like a river because a rever flows forever
guzri hui zindgi kabhi yaad na kar taqdeer me jo likha hai uski fariyad na kar
jo hoga wo hokar rahega tu fikar me aaj apni hasi barbad na kar
Duniya me bahut sare gum milenge such mano aache dost bahut kum milenege
iss mod pe sab chod denge sath tumhara mere yaar usi mod per khade hum milenge
Hame duniya ko zakham dikhana nahi aata
tadapte hai khud tadpana nahi aata sari batonme tum mahir ho hame tumhari tarah "blool jana nahi aata"
Zindgi ek chahat ka silsila he
koi mil gaya koi bichad gaya jinhe manga tha duaon me humne
woh kisi aur ko bin mange mil gaya
aankhon ki zuban woh samaj nahi pate hoton se hum kuch ke nahi pate
apni bebasi hum kis tarah kahe, koi hai jiske bina hum reh nahi pate,
juban per tera naam ate hi honton se hasi aur aankhon se aansu chalak jate hai
kabhi hazaro bante kiya karte the aaj teri aawaz ko taras jate hain
khamosh nigaho me aksar khwab nahi hote
milte hai aasma me sitare par wo hum aur aap nahi hote
mulaqat karni chahi humne bahut par jahan hum vahan aap nahi hote...
kismat ruth gayi hamse dil ke taar tut gaye vo bhi ruth gaye sapne bhi tut gaye
khajane me the sirf 2 do aansu jab yaad aayi aap ki to vo bhi lut gaye
har khamonshi ko ikrar nahi kehte har nakami ko haar nahi kehte
kya hua agar koi aapka nahi ho saka sirf pa lene ko hi pyaar nahi kehte
ehasaan dosti pe jatane nahi hote
karz dosti me chukane nahi hote
bas salamat rahe ye dosti hamari
ye wo riste hain jo kabhi purane nahi hote
zindagi tere bin aadhuri he na jane tere mere bich ye h doori he
sochta hoon kabhi bhuladu tujhko par teri ek muskurahat meri kamzori he
Karni hame khuda se kuch fariyad baki he
hame unse kahni kuch bat baki hai mautr ayegi to keh denge ruk
abhi mere yaar ki mulakat baki he.....
pyar ne insan ko kya se kya bana diya kisiko shayar to kisi ko kalakar bana diya
do 2 fulonka bhar bhi nahi uthaya tha mutaz ne shahjahan ne uspar tazmahal bana diya
har dhadkan me ek raaz hota he baat ko batane ka ek aandaz hota hai,
jab tak thokar nahi lage bewafai ki, har kisi ko apne pyar pe naaz hota hai.
0 comments:
Post a Comment